To sign my guestbook, you need to signin first. | |
faisal4648 GuestbookRohit9959 (11 years ago) Dosti wo ehsaas hai jo mit nahi sakta, Dosti wo parwat hai jo jhuk nahi sakta, iski kimat kya hai ye mujhse pucho, Ye wo anmol moti hai jo beekta nahi… Rohit9959 (11 years ago) dosti karo to dhoka mat dena, dosto ko asuo ka tohfa mat dena, dil se roye koi tumhe yaad karke, aisa kisiko mauka mat dena ....... Rohit9959 (11 years ago) Pal Pal se banta hai Ehasas, Ehsaas se banta hai Vishvas, Vishvas se bante hai Rishte, Or rishte se banta hai koi Khas, Jaise Aap Aur Is Khas Ko Sab Se Pehle Kehte hain Hum. Happy New Year.May You Live Long. Rohit9959 (11 years ago) Log kehte hain ki achche log mar k sitare ban jaate hain, magar hum kehte hain k achche sitare gir k aap jaise dost ban jaate hain. Gud Morning asifgulista (11 years ago) [1] Darood gunaho ka kafara hai [2] Darood se amal pak hota hai [3] Darood padhne se darajat buland hote hai [4] Darood padhne ke liye ek qirat ajar likha jata jo ke uhud pahad jitna hota hai [5] Darood padhne wale ko pemane bhar bhar ke sawab milta hai [6]Jo shakash darood ko hi apna wazeefa bana leta hai Allah pak us ke duniya aur aakhirat ke kaam apne zime le leta hai [7] Darood padhne ka sawab ghulam azad karne se bhi afzal hai [8] Darood padhne wala har kisam ke haulo se nijat pata hai [9] Waliye do jahan nabi (s.a.w) darood padhne wale ke imaan ki khud gawahi denge [10] Darood padhne wale par Aqa do jahan ki shifa’at wajib hojati hai [11] Darood padhne wale ke liye Allah Ta’ala ki raza aur rehmat likh di jaati hai [12] Allah Ta’ala ke ghazab se aman likh diya jata hai [13] Us ki peshani pe likh diya jata hai ke yeh nifaq se bari hai [14] Likh diya jata hai ke yeh dozakh se bari hai [15] Darood padhne wale ko roz-e- hashar Arsh-e-Ilahi Ke neeche jagah di jayegi [16] Darood padhne wale ki nekiyoun ka pallada wazani hoga [17] Darood padhne wale ke liye jab woh Hoz-e-Kausar par jayega tab khasosi inayat hogi [18] Darood padhne wala qayamat ke din sakhat pyaas se aman mai hoga [19] Woh pul siraat se tezi aur asani se guzar jayega [20] Pul sirat par use noor ata hoga [21] Darood padhne wala maut se pehle apna muqam jannat mai dekh leta hai [22] Darood ki barkat se maal badhta hai [23] Darood padhna ibadat hai [24] Darood padhna Allah Ta’ala ko humare sab amalo se zayada pyara hai [25] Darood pak majliso ki zeenat hai [26] Darood pak tangdasti ko dur karta hai [27] Jo darood padhe ga woh roz-e- hashar Madani aqa ke sab se zayada qareeb hoga [28] Darood agar padh kar kisi marhoom ko bakhsha jaye to use bhi nafa deta hai [29] Darood padhne se Allah Ta’ala aur uske habib ka qurb naseeb hota hai [30] Darood padhne se dushmano par fatah aur nusrat hasil hoti hai [31] Darood padhne wale ka dil zang se pak hojata hai [32] Darood pak padhne wale shakash se log mohabbat karte hai [33] Darood p | |