The friendship we have is so rare to find,
We hate to see each other in a bind.
We have made each other laugh so hard we've cried,
We feel each other's pain if we are hurt inside.
We always can find the right words to say,
To help us get through any dreadful day.
We have told our darkest secrets, with feeling no shame,
We will tell each other the truth even if we are to blame.
Thinking of you not being here makes me feel so sad,
We will have to look back on our crazy memories to make us glad.
The Miles between us can't keep us apart,
Because we will keep each other close at heart.
Ap ownskin ko chorh kun nehin dete khuda hafiz kr k phir msg check krne aa jate ho
1 bt to m kihna he bhol gya .
Wo yi h k apna dopta he tabdel kr lo .
Mera matlab h k wash kr lo maila ho gya
kya hal h jnab ka.?
Ap to bhol he gay ho apny cute frnd ko .
M koe bhol jany k ley ap ka frnd bna tha ????????????
Painting is a feelin, Never spoil it.
Painting is a feelin, Never spoil it.Face is a book, try 2 read it.Love is precious, B ready 2 sacrifice for it & Friendship is like a mirrornever break it!
ye zard mausam k Khushk pattay
havaa jinhain lay gai urhaa kr
agar kabhi in ko dekh paow
to soch lenaa
k in main hr barg k namuu main
ziyaan gayaa arq shaaKh-e-gul kaa
kabhii ye sar_sabz konpalain thein
kabhii ye shaadaab b rahe hain
khule huye hoonth ki tarah narm aur shaguftaa
bahut dinoon tak
ye sabz patte
havaa ke relo'n main bebasii se tarap chuke hain
magar ab ye Khushk ho rahe hain
magar ye ab Khushk ho chuke hain
agar kabhii is taraf se guzaro
to dekh lenaa
ye ab tumharay liye nahin hain
Make your life a house your heart
Make your life a house your heart can live in. With a door that is open to receive friends. And a garden full of memories.... of many good things
Chalo khatam hoi aj se dastan-e-muhabat
Ab hm tareekh-e-wafa men tera nam kanda karty hen
Chalo aj se hm chahat k zanda'an men muqeed huwe
Tri yad k sehra men dard-e-mazi ki waeed hove
Chalo ab kitab-e-zeest se awraq-e-wafa palatty hen
K ab hm"wafa" ko jafa likhen ge,saza likhen ge
K ab hm apni bheegi January ki shurouat
Tere bakshay hove azaab-e-tanhai se karty hen
Chalo ab tri muhabat ki umer qaid muqaddar hoi
K hm ko wafa nibhany ki saza to milni the
Chalo ab hm apne hathon ki lakeeron se
Tera aks-e-jan mita den ge
Qalb-e-jaan men saji tasveer-e-muhabat
Shab ki tanhai men chupke se hata den ge
K hm ko zamany men tri ruswai manzoor nahe
Shayad isi leye ye lehja gham nahe hota
Magar jb faseel-e-jaan se sans ukharti he to
Aise men hm aseer-e-muhabat
Phir se ehad-e-wafa duhrany lagty hen
Itne zakhm kha kr b
Nishtar jan ko tri ankhon ka
Surmaee sa mundar yad ata he
Aise men hm dair tk mazar-e-muhabat pr
Noha girri krte hen
aise men tu r tri yad nehi
MOHABAT KA WO AKHRI DECEMBER YAD ATA HE.
Main andheri raat ka musafir karoon roshni ka intezaar kia??
Tay ker loon musafatain raat main sulaghtay din ka aitbar kya??
Mujhay rastay main nafratain mili or kuch phool bewafai k..
Main kia janoo kia hai muhabat kia samjhoon hai yeh pyar kya??
Main tanhaiyon main zinda hoon main perkatta parinda hoon..
Koi aa k mujhay bata jaey hota hai wisaal-e-yaar kya??
Koh-e-toor per to pohanch gaye sang leker kuch ahl-e-nazar..
Jis nazar ko taab-e-deedaar nahi woh nazar keray deedar kya??
Yeh rog ishq ka rog hai yeh saaz nahi yeh soz hai…
Is rog ki koi dawa nahi phir dawa keray beemaar kya??
Us ne jaan meri maang li sadqay main apnay pyaar k…
Yeh dum to usi humdum ka tha phir karta main inkaar kya??
Main thak ker baitha tha MEHRU ik shajar ki ghanni chaonwn main..
Jis ne tan man mera jala diya woh shajar tha saya daar kya??
You are the reason why I have sleepless nights. You are the reason why I tend to hold my pillow tight. It's you that I'm thinking when I lay down at night. And you are the reason I can't sleep without saying goodnight.
Arzu ki rahon men
dharkano ki banhon men
aow ghar bnayen hm
phir wo ghar sjayen hm
apna pyar men laown
apna roop tm lana
chaown le k men aown
narm dhoop tm lana
Kyun Paisa Paisa Karti He
Kyon Paise Pe Tu Marti He
Ek Baat Mujhe Batla de Tu
Us Rab Se Kyun Ni Darti He
Kya Hota Hai Paise Ka
Paise Ki Laga Doon Dheri
Mein Barish Kar Doon Paise Ki
Jo Tu Ho Jaye Meri
Mein Barish Kar Doon Paise Ki
Jo Tu Ho Jaye Meri
Na Has ke kadi Bolti
Paise Ko Pyaar Se Toulti
Har Baar Tera Ek Roop Naya
Na Bhed Dilon Ki Kholti
Rab Kehta He Dilwalon Se
Na Kar Hera Pheri
Mein Barish Kar Doon Paise Ki
Jo Tu Ho Jaye Meri
Mein Barish Kar Doon Paise Ki
Jo Tu Ho Jaye Meri
he Bangla na Car Bhi Soni
Aish Boht Dil Karta He
Mujhe Ek Baat Ki Samaj Na Aai
Dil Tera Pe Kyon Marta He
Ab jan Nikale gi Tu Meri
Kya Niyeat He Teri
Mein Barish Kar Doon Paise Ki
Jo Tu Ho Jaye Meri
Mein Barish Kar Doon Paise Ki
Jo Tu Ho Jaye Meri
Paisa Aavee Paisa Jaavee
Ek Ka Ho Ke tikda na
ye pyar hi sacha dunya men
bazaaron men jo bikda na
sach kehta k maan doulat
na teri na meri
MAIN BARISH KR DOON PAISE KI
JO TU HO JAY MERI.
جس طرف بھی دیکھیں صرف تمکو ہی پائیں
تم ہی ذرا بتاؤ ہم کیسےتمھیں بھلائیں
تیرے ساتھ مل کے بیٹھنا
کرتے ہوئے باتیں وہ پہروںگزارنا
کبھی جوشِ محبت میں تجھےبازوٴوں میں سمیٹنا
وہ پیار کی باتیں بھلا ہم کس کو سنائیں
تم ہی ذرا بتاؤ ہم کیسےتمھیں بھلائیں
راہ میں رک کر کبھی میراانتظار کرنا
جو میں نہ آسکوں تو مجھ سے روٹھ جانا
کر کر کے کوششیں ہزار وہ تجھ کو منانا
تیرے بغیر جانم ہم کس کومنائیں
تم ہی ذرا بتاؤ ہم کیسےتمھیں بھلائیں
وہ سدا ساتھ رہنے کا عہدباندھنا
شمع کے ساتھ جیسے رہتا ہےپروانہ
پل بھر کی جدائی ذرا سہ ہ نہ پانا
تو بھول کر تم کو کیسے رہ پائیں
تم ہی ذرا بتاؤ ہم کیسےتمھیں بھلائیں