Zindagi bahut kuch sikhati hai , kabhi hasati hai..kabhi rulati hai . Kudh se jayada kisipe bharosa maat karna , andhere me to parchai bhi saath chorjati hai..
manzilen bhi uski thi raasta bhi uskatha. ek main akela tha caaravaan bhi uska tha. sath-sathchalne ki soch bhi uski thi phir raasta badalne ka fainsla bhi uska tha. aaj kyun akele hain dil sawaal karta hai. log to uske the par kya khuda bhi uska tha.